
Australia is opening for Skilled Workers & Students
Australian ke Prime Minister Scott Morrison ne Tuesday ko kaha k wo abi International tourists ko next year tak australia me enter hone nahi denge, aur kaha jo skilled migrants or students hai unki wapsi ko jyada priority denge. Pichle week unhone plan tayar kia tha k citizens aur permanent residents jin logo ne Vaccine Lagwa li ha v wo dusre desho me ja sakenge unke liye ban nahi hoga. But aaj Morrison ne kaha ke Australians, ki jada priority hai k wo pehle skilled migrants aur international students ko pehle aane de bajay k tourists k.

Morrison ne kaha ke Australia expected wo Tuesday ko vaccination k benchmark par pahunch jayega jis se country khul jayegi. 80% aged 16 ke log second dose le chuke hain .
World war 2 ke bad ye wo samay hai jab Australian ki immigration bahut piche chal rahi hai kyunki is samay sarkar k dwara Covid19 ko dekhte restrictions lagi hui hai. Pandemic ne is samay Australia ki universities ko hila k rakh dia ha jinka sara kharcha international students k dwara di gai jyada fees pe chalta hai. Aur Australia k eduction sector ko is samay ye dar ha ke agar Australia government ne jada der tak Border na Khole to International Students kisi aur Country ke taraf move ho jayenge.

“Ab Australia ki agli priorities skilled migrants ya keh lo Labour ka kaam karne wale logo ki hai kyunki Australia me labour ki kami ha aur wo Vaccine ki 2 dose le chuke logo ko prathmikta denge aur sath me students jo Australia Padhne aa rahe hai yaa study karke wapis ja rahe hai. Morrison ne Seven Network television ko kaha “We will get to international visitors as well, I believe next year,” Morrison added.
Australia ki Tourism Export Council jo ek sector ha shared Australia ek saal me 45 billion Australian dollars ($33 billion) ek saal me international tourists se pandemic ke pehle kamaata tha, aur australia ko har haalat me march me international visitors wapis chahiye.
For more updates of Australia Flights updates visit our website Desi Channel Daily.
Like us on Facebook Desi Channel
Subscribe us on Youtube Desi Channel
Like us on Instagram Desi Channel